videoblogs.com
es

Hasan Raheem - Bewajah ft. Umair (Vídeo Musical Oficial)

Favoritos

Hasan Raheem

Este vídeo foi tendência na Paquistão

Written Composed and Performed by Hasan Raheem
Produced by Umair
Shina lyrics by Ustaad Ghulam Abbas

Video Credits:

Directed by Arham Ikram

Director of photography Omer Khan

Produced by Zohaib Farooq Khan

Executive producer Yahya Aftab

Creative Content House: Plusninetwo
Production House: Nocta Films
Post: Post Island
Colorist: Ivan Narozhnyi
Production Manager: Muhammad Usman
Line Producer: Muhammad Saleem
Production Team Gilgit: Hadi, Shahid Ali
Spot Boys: Muhammad Nafees, Muhammad Zahid, Muhammad Imran, Muhammad Asif Nadeem
Focus Puller: Muhammad Shahram
Camera Team:
Umer Bunny (KAP)
Ahsan Ali (KAP)
Fiaz Ali (KAP)
Muhammad Ahtisham (146)


LYRICS:
(Verse)
Is say pehlay bewafa hojayen hum
Kyun na ae jaana judaa hojayen hum
Shaakh jo shajar pay thay teray kabhi
Phool murjha gaye unhi kay baithay ham
Saadgi ka jaaiza abhi bhi laitay ho
Dil yun phaink kay ye dil nahi kyun daitay ho
Ham say ashna kya hona meray janeman
Pyaar hi nahi labo say jhoot kehtay ho
Itnay laad say rakha tuje sambhaal kay
Jee aur ap guftugu main baa kamaal thay
Sarkashi kya agayi jo darmian main
Ajnabi bana gaye tum aik saans main

(Chorus)
Bewajah bewafa
Tu bewajah ke bewafa

(Verse)
Samandar tha jo meri ankhon main ye kehta tu
Ankhain teri phir nashey har pal rehti kyun
Ulfaton kay jaam tuna hain piye bohat
Meri ankhon kay nashey main kyun na dooba tu
Afsana tera tha gham bhara main behki yun
Jhoot bolay tunay itnay main bhi sehti hun
Ik hasi hi maangi thee mainay labo ki jo
Phoolun say udhaar kab tak main laity rahun
Tu masoom tha kay apne gham main pee gayi
Tu bhoola jo itni yaadein main bhi reh gayi
Seenay say lagay kay waar kar gaye jo tum
Bae asar tha tera pagla mehfil keh gayi

(Chorus)
Bewajah bewafa
Tu bewajah ke bewafa

(Bridge) [SHINA]
Mei paaye shilaan tu phatu ma yaatus
Yara mas jaik tham thei zanjeeror shaatus
Ashee dudure tus ma na soiye ge
Mein rung daiye-gon karachiye tatus

(Chorus)
Bewajah bewafa
Tu bewajah ke bewafa

Compartilhar Vídeo

¿Você gosta de Hasan Raheem - Bewajah ft. Umair (Vídeo Musical Oficial)? Compartilhe com sua gente...